1 / 5

NAZM : HEMDERDI

NAZM : HEMDERDI. CLASS : IV SUBJECT : URDU MS. FATIMA TABASSUM 15-07-2011. PUS-E-MUNZAR.

billie
Download Presentation

NAZM : HEMDERDI

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. NAZM : HEMDERDI CLASS : IV SUBJECT : URDU MS. FATIMA TABASSUM 15-07-2011

  2. PUS-E-MUNZAR Shair Allama Iqbal ne bachoo ke leye aise nazmein likhe jin se un ke islah ke ja sake . Nazm HEMDERDI ke zeryee wo bachoo me dosroo ke madad ka jazba paida karna chahty hain ke dunya me dunya me wo hi logh kamyab hoty hain jo dosro k madad karty hain .

  3. 4 khusesiyaat • Allama Iqbal ko SHAIR E MUSHRIQ aur HAKEEM UL UMMAT bhe kaha jata hai • Ap ne musalmano me baidari paida karne ke lye kaye SHIKWA , JAWAB E SHIKWA jese nazmein likhe. • Bachoo k islah ke lye kaye nazmein DUA , AIK MAKRA AUR MUKHI , HEMDERDI , JUGNU AUR BACHA waghera likhe. • In nazmoo ka asal maqsad bachoo ke islah karna tha .

  4. ASRAAT • Is nazm se bachoo ne ye seekha k ALLAH ne dunya me koi cheez bekaar nahi banaye hai har cheez kaaramad hai. • Humme bhi dosro ke madad karne chaheye.

  5. HURF E AAKHIR • Is nazm se ye bachoo me ye jazba ojagar hoaa ke hum bhi dosro ke madad kar sakty hain aur ye hamara ferz bhi hai. Talib e ilmo ne ye bat bhi seekhe k ALLAH ne dunya me koi cheez bila waja nahi banae hai aur har cheez kaaramad hai .

More Related