1 / 7

Jane Home Remedies for Sinus Infection Aur Isse Bache

Kya aap bhi sar, naak aur aankh ke dard se pareshan hai? Yeh sankraman ka karan bhi ho sakta hai. Isse bachne ke liye padhiye Home Remedies for Sinus Infection. Aur adhik jane: http://hrelate.com/sinus-infection-home-remedy/

cshradhha20
Download Presentation

Jane Home Remedies for Sinus Infection Aur Isse Bache

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. Home Remedies for Sinus Infection: IsseBachaneKeUpay HRELATE.COM

  2. Sinus ekprakar ka sankrramanhaijiskiwajeh se naakkihaddiyo, sar, gaal aura ankh maikahibhidardmehsus hone lagtahai. Hamarechehre par naakkeaaspaskaiprakarkechhidrahotehaiinhe hi sinus kahajatahai. Jab inn chote-chotechhidromaisankramanhotahai to ise Sinusitis kahajatahai. Jab kisivyaktiko sinus hotahai to aankhoaurmathe par dardjyadamehsus hone lagtahai. Auryehsardardaagejhukneaurletne se aurbhibadhjatahai. Kabhkabhi to itnadardhotahaikivyaktiyokobukharaana, naak band ho jana, thakan,chehre par sujanaurnaak se peeleya hare rang kereshebhinikalnelagtehai. Sinus se grasitvyaktiyokinaakaur gale mai cough jam jatahai. Vyaktiyokodhulaurdhuna se bhi allergy hone lagtihai. Jab yehrogkafidinotakbadhjatahai to vyaktiyomai asthma aurdamajaisigambhirbimariyoke hone ka khatrabhibadhjatahai. Sinus ka kaitariko se ilajkiyajatahai. Surgery kedwarabhiyehthikkiyajasaktahailekinkabhikabhiissebhiyehsankramanpuritarah se thiknahihotahai. Iskeliyeaaiye bat kartehaiHome Remedies for Sinus Infectionaurgharelutarikokedwaradurkartehai sinus ka sankraman. hrelate.com

  3. hrelate.com

  4. Home Remedies for Sinus Infection: GhareluTariko Se DurKareSankraman hrelate.com Sinus mai generally hawaaatijatirehtihailekin jab ismehawakesathdhul, mittikekan, taralpadarthprveshkarletehai to sinus maibacteraiaaurkavakjaisejeevanubadhnelagtehaijokisankraman ka karanhotehai. Sinus infection ka sahitarah se ilajkarnekebajayvyaktiyokoiskebadhnekekaranaurlakshanokopehchannachahiye. Jissegharelutarikokedwarasharirmaiiskeprabhavkokamkiyaja sake auriskasahitarah se upcharkiyaja sake. AaiyeaajpadheSinus Infection Home Remedy. GarmPaniKiBhaap Le Sinus kisamasya se nijad pane keliyegarmpanikibhaplenachahiye. Issenaakaur gale maijamedhulaurmittikekanokobaharnikalnemaimadadmiltihai. Isliyerojanaektapelemaigarmpanikarke 5 se 10 minute takkeliyebhaplenachahiye. Iskealavatelmaiuleliptusketelkikuchbundemilakarbhaplene se bhi sinus kesardardmairahatmiltihai.

  5. hrelate.com KhadyaPadartho Ka Sevan Sinus maisankramankesamayvyaktiyokouchitbhojan ka sevankarnachahiyejaisehalkipakihuisabjiyo ka sup, sem, daal, sabutanajaur sup aadi ka sevankarnachahiye. Iskesath hi gale aurnaakmaibalgumpaidakarne wale khadyapadarthjaisejyada tale huyepadarth, chocolate, ande, chiniaurflore products aadikesevan se bachnachahiye. Jyadatelmasalokesevan se muhmai cough bannemaimadadmiltihaiisliyeinkesevan se bhibache. Aurjitna ho sake utnaadhikpanipinachahiye. LehsunAurPyaj Ka SevanKare Pyajaurlehsun sinus se grasitmarijokeliyejadibutiyo ka kamkartahai. Inhebhojanmaishamilkarne se yehsharirmaibanne wale balgumkokhatmkarneaurbulgumkosharir se baharnikalnemaimadadkartahai. Pyajmaimojudsulfersardi, khansiaur sinus sankramankeliye antibacterial ka kamkartahai. Pyajkokattesamayjotejpanaurmehakaatihaiussebhi sinus maiaarammiltahai. Lehsunaurpyaj ka upyogkarnekeliyedonokopanimaiacchitarahubal le aurbhap le, isse sinus kesardardmairahatmiltihai. Iskealavapyajaurlehsun keg arm panikoekbotalmairakhkargaalaurmathekisikaikarne se bhisardardmairahatmiltihai.

  6. hrelate.com • KhudKo Hydrate Rakhe • Sinus sankraman se chutkara pane keliyesharirko hydrate rakhnabahutjarurihotahai. Issebalgumkopatlakarneaursharir se isebaharnikalnemaimadadmiltihai. Isliyefalo ka ras, khubpani, garmchay ka sevankarnachahiye. Iskealavanimntarikeapnayajasaktahai. • 180 ml panimai, 1 se 2 chammachsebsidersirkaaur 1 chammachshahad ka milakar din mai 3 se 5 bar lene se bulgumkotodnemaimadadmiltihai. • Iskealava grapefruits ka sevankarnachahiye. Yeh grapefruits bacteria, virus, roganuaurcandidasahit 30 anyaprakarkekavakkosharir se baharnikalnemaisahayakhotehai. • Home Remedies for Sinus Infection: Anya TarikeInheBhiApnaye • Garmpanimaipudinekeraskikuchbundedalkarbhaplene se sinus se hone wale sardardaurnaakkedardmaiaarammiltahai. • Methikebeejkogarmpanimaiubalkae pine se bhi sinus sankraman se hone wale sar aura ankh kedardmairahatmiltihai. • Jaitunketel se naakaursar par malishkarne se sinus kedardkokamkiyajasaktahai.

  7. hrelate.com • Gajar ka ras sinus kesankraman se bachanemaimadadkartahai. 1 Glass garajkerasmaikhireyapalakkeraskomilakar pine se sinus kelakshano ka upcharkiyajasaktahai. • Apnebhojanmaijeera, long, dhaniyaaursonfkoshamilkare. Isse sinus kedardmaijald hi aarammiltahai. • Garmpanimaiadrakkikuchbundedalkarrojana pine se sharir se bulgumbaharnikalnemaimadadmiltihai. • Anannasmaimojud Broman aurnariyalmaimojud potassium sinus sankraman se grasitrogiyokeliyebahut hi faydemandhotahai . Isliyeinkasevankarnachahiye. • Yoga kedwarabhi sinus kedard se chutkarapayajasaktahai. Isliyesaans se judeaasanjaisepranayam, anulom-vilom, bhramari, jalnetrikriyayeaadikarne se sinus sankramanmaiaarammiltahai. • UparaapnejanaHome Remedies for Sinus Infection. Yadiaapbhi sinus kesankraman se pareshanhai to deegayi home remedies koapnaiyeaurdurkijiyeisssankramanko.

More Related