1 / 8

Cardiopulmonary Resuscitation: Janiye Sanjeevani Kriya Ki Jankari

Sanjeevani kriya ek aesi chikitsa hoti hai jisse ham kisi ki jaan bacha sakte hai. To aaiye aaj ham jante hai Cardiopulmonary Resuscitation ki sahi jankari. Janane ke liye click kare: http://hrelate.com/cardiopulmonary-resuscitation-process/

cshradhha20
Download Presentation

Cardiopulmonary Resuscitation: Janiye Sanjeevani Kriya Ki Jankari

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. Cardiopulmonary Resuscitation: SanjeevaniKriyakiSampurnaJankari HRELATE.COM

  2. Cardiopulmonary Resuscitation ya CPR, prathmikchikitsakeussvidhi ka naamhaijismekisibehoshiyamurchitvyaktikegeartaur lungs ko pun hoshmailayajatahai. CPR karne se aapkisikijaanbachasaktehai. Aaiyejantehaiissesambandhitkuchjarurijankari. hrelate.com

  3. Cardiopulmonary Resuscitation humaresharirmaiswashankriyaaurraktabhisarankriyakojarirakhtahai. Inn donokriyamai se ekbhikriya agar 4 minute keupar band padegi to sabsemahatvapurnaavyaya brain ko oxygen kiapurtinahi ho payegiaur 4 minutes baadmastishkkepeshimrathonachalu ho jayege. Aisemarijomai CPR turantdekar hum doctor keaanetakkam se kamjindarakhnemaikamayab ho saktehai. Isskriyakijaruratdil ka dourapadne, gala ghutne, panimaidubne, bijali ka jhatkalagne, dhuye se dam ghutneyajaharile gas kosunghlenejesistithiyomaipadtihai. hrelate.com • IskohindimaiSanjeevaniKriyakenaam se bhijanajatahai. Yehekaisikriyahaijousssamayprayogmailayijatihai jab koidurghatnagrastvyaktibehoshhotahai, saansnahi le paarahahotahaiauruskesharirmaikhoon ka sancharbhinahi ho rahahotahai. CPR ka uddeshya doctor kisahayatamilnetakpiditdurghatnagrastvyaktikojivitrakhnahotahai. CPR mai 2 karyakiyejatehai:- • Mouth to Mouth Respiration • Chest Compression

  4. Cardiopulmonary Resuscitation: SanjeevaniKriyaKoKarne ka SahiTarika hrelate.com SanjeevaniKriyakokarnekipuriprakriya niche digayihai:- Nirikshan:- • CPR kriyakoshurukarne se pehleghatnasthal ka jayja le auryehnischitkar le kipiditauruskeaaspaaskhade log khatremai to nahihai. Iskebaad hi aagekikarwahikare. • Sahayatakeliyekisivyaktikoturant doctor, ambulance ya 108 par phone karnekokaheya hospital paas hone par piditko le janekivyavasthakare. • Agar piditbehosh hone lage to ussekuchprashanpuchejesetumharanaamkyahai, apbniaankhekholoaadi. Iskebaadpiditki pith thapthapye. Issewahbehoshmaiaasaktahai.

  5. Parikshan: • Agar piditvyaktihosh main a aaye to use hamin par sidhaleta de. • Yadiwahkoipratikriyanakare to uskisaanskijanchkarkedekhekiuskisaanschalrahihaiyanahi. • Swashanalibehoshikiavasthamaisikudsaktihaiyajibhulatjanekekaranbilkul band ho saktihai. Aisistithimaipehlepiditvyaktiko pith ke bal farshyapalang par leta de. Phirapneghutnoke bal piditkiaurmuhkarkebaithjaye. Apneekhaathkopiditkemaathe par rakhtehuyeuskopichekiaurkare. Agar uskemuhmaikoichizfasi ho jese-baharivastu, naklidaant, ultiaadi to use muhmaiunglidalkarnikal le. Phirdusrehaathkiungliyokopiditvyaktiki mandible ke niche rakhkaruparkiauruthaye. • Agar piditvyaktikinaakmaichhotlagnekiashanka ho to uskejabdekopurijaanlagakarkhole. Apnehaatokouskechehrekedonotarafrakhe. Apnehaatokiungliyo se uskiswasnalikholnekeliyeuskejabdekouthaye ;ekinuskesaryagardankonaghumaye. hrelate.com

  6. Swasanalikokokhularakhtehuyeapnekaankopiditvyaktikinaakaurmuhkepaasrakhkar 10 seconds taksunkaraurmahsooskartehuyeapniaankhokorogike sine par tika le. Agar sinauparaur niche ho raha ho to samajhiyekipiditvyaktikiswaschalrahihai. • Yadipiditvyaktisaans le raha ho to use adhomukhiavasthamaileta de. Yehpiditvyaktisamanyaroopmaisaansna le raha ho to apnesaathiko ambulance ya doctor kobulanekeliyekahe. Jab tak doctor ya ambulance ka bandobastnahi ho jata tab takpiditkokratimsaansdeterahe. • Saath hi piditki pulse kijanchkarterahe. Piditkichhati par kaanlagakarsunekipidit ka dildhadakrahahaikinahi. • Agar piditkisaansnahichalrahiyadilnahidhadakrahahai to use turant CPR denachahiye. hrelate.com

  7. Cardiopulmonary Resuscitation ya CPR: Cardiopulmonary Resuscitation ya CPR vidhikimukhya 3 prakriyahaijise ABC kahajatahai:- • A:- Airway StepIsmeyehbatayagayahaikiswasnalikokhulakarna. Iskajikrahumneuprakiyahai. • B:- Breathing StepPiditkisaansnachalne par piditkoturant mouth to mouth respiration yanimuh se kratimsaandenahoga. Piditkomuh se kratimsaans den eke liye, piditkinakapnebaayehaath se band karmuhdwara use 2 baarkratimsaansdenachahiye. • C:- Circulatory StepIse chest compression bhikahajatahaikyukiissprakriyamaipiditke heart kokriyashil ka sharirmairaktsancharkarnehetupiditkichhatikodabayajatahai. Iski best prakriya niche digayihai:- hrelate.com

  8. hrelate.com Apnaekhaath ka panjapiditkichhatikebichkihaddijaha par chhatikihaddiyamiltihaike Madhya mairakhe. Yehsthanchhatike Madhya maidono nipple kebichhonachahiye. Iskebaaddusrehatahkopehlekeuparrakhtehuyeungliyokobandh le. Apnibajuoaur elbow kosidharakhe. Uskebaadpiditkichhatikihaddiyokosidha 1.5 se 2 inch ya 4 se 5 cm tak niche dabav de. Chhati par dabavdenekiyehprakriyaprati minute 100 baarkigati se honichahiye. Dabavdeneaurchhodnekikriyaekbaarmai 30 baarkare. Dabavdeneaurchhodne ka samaybarabarhonachahiye. PiditkoCardiopulmonary Resuscitation ya CPR detesamay 2 baarkratimsaans de aur 30 baarchhati par dabavdenachahiye. Iskaanupaat 30:2 ka rakhe. Jab aapaapatkalinsahayatapraptna ho yapiditvyaktisamanyasaanslenashurunakar de tab tak CPR denashururakhe. Cardiopulmonary Resuscitation se aappiditvyaktikijaanbachasaktehai. Yeh article kisikijindagikobachanekekaamaasaktahai.

More Related