140 likes | 970 Views
Janiye Vitamin A Benefits in Hindi aur isse jude kuch anmol laabh ke bare mai aur rahiye swasth. Iski madad se aap apni body ko fit rakh sakte hai. Aur adhik jankari ke liye: http://hrelate.com/vitamin-a-benefits-in-hindi/
E N D
Vitamin A Benefits in Hindi: JaniyeIskeAnmolLaabh HRELATE.COM
Vitamin A fat maighulanshil Vitamin hai. Yehmukhyata retinoid aurcarotenoids do roopmaipayajatahai. Sabjiyo ka rang jitnagehraaurchamkilahoga, unmecarotenoidskimatrautniadhikhogi. Vitamin A aankhokeliyebahut hi faydemandhotahai. Saath hi yehbimari se bachnekeliyebhibahutkaamaatahai. To aaiyejantehaiVitamin A Benefits in Hindi. hrelate.com
Yeh vitamin sharirkeanekoangojese skin, baal, nakhun, granthi, daant, masudeaurhaddikosamanyaroop se banayerakhnemaimadadkartahaiaursharirkesabhangokosucharuroop se chalnemaimadadkartahai. Halakiyehhumarebhojanmaivibhinnroopomaiparyaptroop se rehtahai, lekin agar iskikamibhi ho to iskipurtikeliyeprakritik source ka hi laabhuthanachahiye. Shodhkartao ne dawakiyahaiki Vitamin A ka poshakaaharvikaasshildekshomaiharsaal 5 saal se kamumrakelagbhag 6 laakhbacchokijaanbachasaktahai. hrelate.com
Vitamin A Benefits in Hindi: IskeAnekoFaydoke Bare Mai Jane hrelate.com Acchisehatkeliyeyehsabseaccha vitamin hai. Yehaankhokiroshnikotezkarkeuskimashpeshiyokomajbootbanatahai. Aaiyejantehaiiskeupyog:- Yehbhurnaki normal growth aur development keliyebahutacchamanajatahai. • Twachakeliyebhiswasthvardhakhotahai. • Raktmai calcium ka level banayerakhneaurhaddiyokeliyekaafiavashyakhotahai. • Haddiyo, daantaururtakokerakhrakhavkeliyeavashyakhai. • Urjapaidakarnekeliyesabhikoshikaokoiskijaruratpadtihai. • Swasthrehnekeliye Vitamin A kedonoroop ka sevankarnachahiye.
KiseChahiyeAdhik Vitamin A • Vegetarian logo aursharab ka sevankarnewalokoiskiadhikjarurathotihai. Lever kibimariyo, cystic fibrosis aadi se pidit logo kobhi Vitamin A kiavashyaktahotihai. Kai log samajhtehaiki Vitamin A kewalek hi visheshpadarthhotahai, jabkiismeposhaktatvokiekvistrutshrankhlahotihai. Harposhakpadarthkeapnelaabhhotehai. Adhikmatramai Vitamin A ka sevan Vitamin K keavashoshankoprabhavitkartahai. Fat maighulanshil Vitamin kerakt ka thakka banana keliyejarurihai. Khurak Vitamin A ko 2 tarahke unit mainapajatahai. Inkobadalnekeliye formula hai:- • 1 IU: 1 Internatiobnal Unit = 0.3 microgram Retinol Equivalent 1 gm = 1000 microgram Vitamin A ka pratidinjaruratumraaursehatkeanusarbadalterehtahai: • Jamn se 6 mahinekeumrakeshishukokarib 1333 IU ya 400 microgram • 6 se 12 mahinekeumrakeshishukokarib 1666 IU ya 500 microgram • 1 se 3 saalkebacchekokarib 1000 IU ya 300 microgram • 4 se 8 saalkebacchekokarib 1333 IU ya 400 microgram • 9 se 13 saalkebacchekokarib 2000 IU ya 600 microgram • 14 se 30 saal wale walepurushko 3000 IU ya 900 microgram • 14 se 30 saalwalimahilaoko 2333 IU ya 700 microgram • Grabhkedourankarib 2500 IU ya 750 microgram • Stanpankedourankarib 4000 IU ya 1200 microgram hrelate.com
Vitamin A kiKamikeLakshan • Kaanmaifoda • Sukhebaal • Sukhitwacha • Chronic diarrhea • Sardi-jukham • Thakan • Neendnaaana • Night blindness • Pneumonia • Prajannmaikathinai • Sinus • Kamjordaant • Vajanmaikami hrelate.com
Vitamin A inn Chizo Mai PayaJataHai Chukandar, asaag, broccoli, sabutanaaj, paneer, giridarphal, butter, gajar, mirch, dairy product, haripattedarsabjiya, anda, beans, rajma, meat, aam, sarso, papita, dhaniya, chiku, mutter, kaddu, laalmirch, sea food, shaljam, tamatar, shakkarkand, tarbooz, makaikedane, pile yanarangi rang kephalaadi. Inn SavdhanikoJarurBarte Atadhik Vitamin A lene se sharir par anekdushprabhav ho saktehaijesekisardard, dekhnemaidikkat, thakawat, dast, baalgirna, skin kharab ho jana, haddiaurjodomaidard, kalejakonuksaanpahuchnaaurladkiyomaiasamaymasikdharmhonayehsamasya ho saktihai. Garbhkedourankhaassavdhani- atyadhik Vitamin A, pet maipaltebacchekonuksaanpahuchasaktahai. UparaapnejaneVitamin A Benefits in Hindi. To aaj hi se apnesharirkehisab se apni body keliye inn vitaminseyuktpadarth ka sevankareaurswasthrahe. hrelate.com
hrelate.com Apnaekhaath ka panjapiditkichhatikebichkihaddijaha par chhatikihaddiyamiltihaike Madhya mairakhe. Yehsthanchhatike Madhya maidono nipple kebichhonachahiye. Iskebaaddusrehatahkopehlekeuparrakhtehuyeungliyokobandh le. Apnibajuoaur elbow kosidharakhe. Uskebaadpiditkichhatikihaddiyokosidha 1.5 se 2 inch ya 4 se 5 cm tak niche dabav de. Chhati par dabavdenekiyehprakriyaprati minute 100 baarkigati se honichahiye. Dabavdeneaurchhodnekikriyaekbaarmai 30 baarkare. Dabavdeneaurchhodne ka samaybarabarhonachahiye. PiditkoCardiopulmonary Resuscitation ya CPR detesamay 2 baarkratimsaans de aur 30 baarchhati par dabavdenachahiye. Iskaanupaat 30:2 ka rakhe. Jab aapaapatkalinsahayatapraptna ho yapiditvyaktisamanyasaanslenashurunakar de tab tak CPR denashururakhe. Cardiopulmonary Resuscitation se aappiditvyaktikijaanbachasaktehai. Yeh article kisikijindagikobachanekekaamaasaktahai.