50 likes | 136 Views
NAZM : HEMDERDI. CLASS : IV SUBJECT : URDU MS. FATIMA TABASSUM 15-07-2011. PUS-E-MUNZAR.
E N D
NAZM : HEMDERDI CLASS : IV SUBJECT : URDU MS. FATIMA TABASSUM 15-07-2011
PUS-E-MUNZAR Shair Allama Iqbal ne bachoo ke leye aise nazmein likhe jin se un ke islah ke ja sake . Nazm HEMDERDI ke zeryee wo bachoo me dosroo ke madad ka jazba paida karna chahty hain ke dunya me dunya me wo hi logh kamyab hoty hain jo dosro k madad karty hain .
4 khusesiyaat • Allama Iqbal ko SHAIR E MUSHRIQ aur HAKEEM UL UMMAT bhe kaha jata hai • Ap ne musalmano me baidari paida karne ke lye kaye SHIKWA , JAWAB E SHIKWA jese nazmein likhe. • Bachoo k islah ke lye kaye nazmein DUA , AIK MAKRA AUR MUKHI , HEMDERDI , JUGNU AUR BACHA waghera likhe. • In nazmoo ka asal maqsad bachoo ke islah karna tha .
ASRAAT • Is nazm se bachoo ne ye seekha k ALLAH ne dunya me koi cheez bekaar nahi banaye hai har cheez kaaramad hai. • Humme bhi dosro ke madad karne chaheye.
HURF E AAKHIR • Is nazm se ye bachoo me ye jazba ojagar hoaa ke hum bhi dosro ke madad kar sakty hain aur ye hamara ferz bhi hai. Talib e ilmo ne ye bat bhi seekhe k ALLAH ne dunya me koi cheez bila waja nahi banae hai aur har cheez kaaramad hai .