80 likes | 320 Views
Name : Ms. Fatima T abassum D.A.M.H.S PH IV. Subject : urdu Class : Iv. AMOMI MAQASID. Ikkees’wee sadi ke tareeqa e kaar ko apnana jis se talib-e-ilmo me sochny samajhny aur urdu perhny likhny k salaheyat me izafa ho . KHUSUSI MAQASID.
E N D
Name : Ms. Fatima Tabassum D.A.M.H.S PH IV Subject : urdu Class : Iv
AMOMI MAQASID • Ikkees’wee sadi ke tareeqa e kaar ko apnana jis se talib-e-ilmo me sochny samajhny aur urdu perhny likhny k salaheyat me izafa ho .
KHUSUSI MAQASID • Sawalat pochny ke tareqa e kaar me tabdeeli ta ke talib-e-ilmo me apna nuqta e nazar bayan kerne ke salaheyat paida ho. • Talib e ilmo me khud markazikhayalsamajh k likhny ke salaheyat ko ubhaarna.
HIDAYAT PE AMAL KARNE KA TAREQA • Talib e ilmo ko mazeed mawaqee ferhaam karna ta ke wo high order thinking ke osol ke tahet jawabat de sakein. • Talib-e-ilmo ke groups banaye jaye ge ta ke ijtemayee tor pe bahes ke jaye aur har group ko project deya jaye ga • Aise jawabat pochy jaye ge jin ke jawabat me apne soch ko zahir kare aur khud jawabat likhein.
MOUZU SE MUTALIQ MUSHKELAT • Principal se tareqa e kaar ko discuss kia jaye ga aur aafadeyat bataye jaye ge . • Waldain ko news letter bheja jaye ga jis se unhe malommat hasil ho ge. • Talib e ilmo ke group me kaam karne ke hosla aafzai ke jaye ge . • Ain mumkin hai k principal is naye tareqa e kar se muttafiq na hou. • Waldain bhi muttafiq na hou. • Kuch aise bhi talib e ilm hon ge jo group me kam nahi karna chahty ho ge.
NEWS LETTER By Ms. Fatima Aug 28, 2011 Iss hafty karaya gya kaam. Islamiat me talib-e-ilmo ko NAMAZ parhne ka tareqaa samjhaya gya. Maths me taqseem ka osol samjhaya gya . Urdu me NAZM ke khush alhani karaye gaye . Agly hafty karaya gaya kaam Science me INSANI kaan pe project bunwaya jaye ga. English me class me spelling bee ka muqabla karaya jaye ga . Waldain tyari karwayee. Quaid e Azam ke mazar pe le jaya jaye ga.
MAHANA TABDEELI • Questioning skill pe zor deya jaye ga . • Talib e ilmo me khud likhny parhny ke salaheyat ubhari jaye ge. • Groups banwa ke tukhleqi kam karwaya jaye ga. • Teacher 21st century ke skills ko sahi tareqe se class me lagu kare ge. • September . • November. • January . • March.
RESOURCES • Sathi asatezaa jo usse class ke dosre sections me parhaty hain • Word processing, Multimedia and spreadesheet applications • Intel Teach Program Getting Started Course manual