80 likes | 306 Views
Name : Ms . Fatima tabassum D.A.M.H.S PH IV. Subject : urdu Class : v. AMOMI MAQASID. Ikkees’wee sadi ke tareeqa e kaar ko apnana jis se talib-e-ilmo me sochny samajhny aur urdu perhny likhny k salaheyat me izafa ho. KHUSUSI MAQASID.
E N D
Name : Ms . Fatima tabassum D.A.M.H.S PH IV Subject : urdu Class : v
AMOMI MAQASID Ikkees’wee sadi ke tareeqa e kaar ko apnana jis se talib-e-ilmo me sochny samajhny aur urdu perhny likhny k salaheyat me izafa ho .
KHUSUSI MAQASID • Sawalat pochny ke tareqa e kaar me tabdeeli ta ke talib-e-ilmo me apna nuqta e nazar bayan kerne ke salaheyat paida ho. • Talib e ilmo me khud jawabat likhny ke salaheyat ko ubhaarna.
HIDAYAT PE AMAL KARNE KA TAREQA • Talib e ilmo ko mazeed mawaqee ferhaam karna ta ke wo high order thinking ke osol ke tahet jawabat de sakein. • Talib-e-ilmo ke groups banaye jaye ge ta ke ijtemayee tor pe bahes ke jaye aur har group ko project deyajaye ga • Aise jawabat pochy jaye ge jin ke jawabat me apne soch ko zahir kare aur khud jawabat likhein.
MOUZU SE MUTALIQ MUSHKELAT • Ain mumkin hai k principal is naye tareqa e kar se muttafiq na hou. • Waldain bhi muttafiq na hou. • Kuch aise bhi talib e ilm hon ge jo group me kam nahi karna chahty ho ge. • Principal se tareqa e kaar ko discuss kia jaye ga aur aafadeyat bataye jaye ge . • Waldain ko news letter bheja jaye ga jis se unhe malommat hasil ho ge. • Talib e ilmo ke group me kaam karne ke hosla aafzai ke jaye ge .
NEWS LETTER By Ms. Fatima Aug 28, 2011 Agly hafty karaya gaya kaam Science me INSANI AAKH pe project bunwaya jaye ga. English me class me taqreri muqabla karaya jaye ga . Waldain tyari karwayee. Quaid e Azam ke mazar pe le jaya jaye ga. • Iss hafty karaya gya kaam. • Islamiat me talib-e-ilmo ko WAZUU karne ka tareqaa samjhaya gya. • Maths me ALJEBRA samjhaya gya . • Urdu me NAZM ke khush alhani karaye gaye.
MAHANA TABDEELI • September . • November. • January . • March. • Questioning skill pe zor deya jaye ga . • Talib e ilmo me khud likhny parhny ke salaheyat ubhari jaye ge. • Groups banwa ke tukhleqi kam karwaya jaye ga. • Teacher 21st century ke skills ko sahi tareqe se class me lagu kare ge.
RESOURCES Sathi asatezaa jo usse class ke dosre sections me parhaty hain Word processing, Multimedia and spreadesheet applications Intel Teach Program Getting Started Course manual