100 likes | 259 Views
Action Plan. Miss Anum Arshad The City School gulshan jr d Urdu Class lll. Long-term Goal. Saal k ikhtetam per Talba Rawani se urdu perhnay k sath kisi bhi unwaan per tehriri kaam kernay k qabil ho jaye gay. Short-term Goals.
E N D
Action Plan Miss AnumArshad The City School gulshanjr d Urdu Class lll
Long-term Goal Saal k ikhtetam per Talba Rawani se urdu perhnay k sath kisi bhi unwaan per tehriri kaam kernay k qabil ho jaye gay.
Short-term Goals Urdu ki tadrees ko mazeed dilchusp bana kr mazmoon e Urdu main talba ki tawaja ko farogh dia jae ga. Mukhtalif sargarmieu ke tahat mozoat ki tadrees ki jai gi. Talba ki Takhliqi salahiet ko farogh daine ke leye ziada se ziada insha pardazi ki imshaaq karwai jain gi. Talba ko tahriri sorat main khayalaat ka izhaar sikhaya jae ga. Talba ko urdu zaban main jadeed technology kai istaimal se waqfiat dilai jae gi. Talba main ikhlaqi aqdaar paida ki jain gi. Tarjuma Nawesi ka tareeqa sikhaya jai ga.
Solution to Anticipated Challenges • Solutions • Main 2,3 unwaanaat per mushtamil worksheet banati hun. • Main school time k baad ruk kar kaam kari hun. Challenges Ghair Aelania chuttian. Free periods main computer ki adam dastiabi
Asaan Urdu parhne wali talibaat. Talba ke zakhirae alfaaz ki kami. Tamam mazameen English main hone or English ke ziada istemal per zoor deye jane ke sabab talba ki Urdu main dilchuspi main kami. Talba ko aagay barhne ki targheeb dena. I give extra time for easy urdu students . Urdu magazine ,Akhbarat or lughat ke ziada se ziada istemaal ki hidayat di jati hai aur achi tehriri koshish per certificates diye jate hen. Mukhtalif dilchusp sergarmian tarteeb daiti hun. Gradebook k zariye tulba ki hasil karda kamiyabion ko zahir karna.
Resources Sathi asateza jo maire sath aik jesai darjaat lai rahi hain. Book Maira Iqbal Qawied u insha pardazi. Chart papers . Computer lab. Internet. Intel Teaching Program Getting Started Course Manual.
Acknowledgment Intel Corporation Our Beloved Head Gulrukh Ahmed My Family Facilitators (Ms Zehra & zehra) Urdu Department