40 likes | 194 Views
UMMAT KE AFZAL TAREEN KHATOON. CLASS : V SUBJECT : URDU MS. FATIMA TABASSUM 10-07-2011. PUS-E-MUNZAR.
E N D
UMMAT KE AFZAL TAREEN KHATOON CLASS : V SUBJECT : URDU MS. FATIMA TABASSUM 10-07-2011
PUS-E-MUNZAR Bibi Khatija ( R.A ) 555 hijri me Makkah me paida hoee . App ke walid khwaled Makkah ke aik mush’hur tajir thy. Walid ke inteqal aur khandani karobar ke taqseem ke bad App ne karobar sambhala . Arab ke logh Ap ko MAKKAH KE SHEHZADI aur TAHIRA ke nam se pukarty thy.
4 khusesiyaat • Bibi Khatija ( R.A. ) APP ( S.A.W) ke pehle Zauja aur pehle UMMUL MOMENEEN thein. • App merdo aur aurtoo me sab se pehle Islam le ke aaye. • App ( S.A.W) ke baad App ne sab se pehle WAHEE ke awaz suni. • ALLAH TALA ne HAZRAT JIBRAIL ( A.S) ke zerye ap ko salam bheja .
ASRAAT Musalmanoo khususan aurtoo ke leye Bibi Khatija ( R.A) ke zindagi aik misali zindagi hai jis pe amal ker ke wo deen o dunya me kamyabi hasil kar sakty hain Islam ke taruqqi o tarweej ke leye ap ke bemisal qurbaniyu ka pata chalta hai .