170 likes | 624 Views
Mahe Siyam Nuzul Quran ka mahina Allah SWT ki khaas rahmaton ka mahina Barkaton ka mahina Sabr ka mahina Faragi rizq ka mahina Ek doosre se khairkhwahi ka mahina Jannat mein dakhil hone aur jahannum se azadi hasil karne ka mahina
E N D
MaheSiyamNuzul Quran kamahina • Allah SWT kikhaasrahmaton ka mahina • Barkaton ka mahina • Sabr ka mahina • Faragirizqkamahina • Ekdoosre se khairkhwahikamahina • Jannatmeindakhil hone aurjahannum se azadihasilkarnekamahina • Mhesiyamharmusalmankeliyefikr, zikr, tasbeeh, tahleel, tilawat, nawafil, sadqawaqairaatharkismkiibadat ka ekalamimausambaharhai
ShahruSiyam • Khususiibadat is mahineki- Roze • Shaban 2ndHijrimeinfarzkiyagaya • Rasulullah SAW ne apnizindagimein 9 years tak Ramadan kerozerakhe. • Rozapehiliummaton par bhifarztha. • Surah Baqara 183 ayat
Meanings of “Siyam” • Arabic meaning: Rukjana • Shariyat meaning: Ibadatkeirade se khanepeneaurdeegarrozatodnewalicheezon se subahsadiqketulusurajkegurubtakijtenabkarnahai.
Imam Ibn Al jozi- 3 tarahkeroze • AamRoza: khudko pet bhatneaurshahuwat se roken. • Khaasroza: nazar, zuban, hath, paun, kaanaurtamamaazakogunahon se bachaen. • Khaas Al Khaasroza: Dilkoraddikhyalataur Allah Taala se door karne wale afkaar se pakkar de auriskiyaadkesiwaharcheez se rukjayen.
ROZE KI FARZIYAT 1. RozaislamkibunyadiFaraiz main ekfarzhai. Hadeeth:Hazrath Abdullah Bin Umar RA kehtehainRasulullah SAW ne farmaya “ Islam kiBuniyaad 5 cheezon par hai 1. KalmaShahadat 2. namazqayamkarna 3. Zakat adakarna 4. hajj karna 5. Ramadan kerozerakhna. ( Rawahu Al Bukhari
RozeKiFazilat 2. JannatkeDarwazekholdiyejatehainaurjahannumkedarwaze band kardiyejatehain. 3. Ramadan meinumrah ka sawab hajj kebarabar 4. RozaQiyamatke din rozedaarkisifarishkarega
5. Rozeka ajar behisaabhai Hadeeth: Hazrath Abu Huraurah RA kehtehainkirasulullah SAW ne farmaya, “ Allah AzzaujallfarmatahaikeIbn Adam kaharamaluskeliyehaisiwayrozeke. Roza mere liyehaiaur Main hi uska ajar doonga.RozaAag se dhal hai, lehazajisroz Tum mein se kisi ka roza ho who fahushgoyinakareaurbehudakalaminakareAurdoosra use galigalojkareyaladaikare to rozedaarkosirfitmakehnechahiyeki main rozedaarhoon.
…………Continued Us zaatkiqasamjiskehaathmein Mohammed kijaanhairozedaarkemuhkikhushbuqiyamatke din Allah SWT to Mushqkikhushbu se bhizyadapasandidahogi. Rozedaarkeliye 2 khushiyanhai- jab who rozaeiftaarkartahai to khushhotahai; aurdoosra jab who apneRabb se milegaaurrozekebadlemeinApnerabb se Inampayega to khushhoga. ( Rawahu Muslim)
6. RozedaarkeliyeJannatmeinKhususiDarwazabanaya gayhaijiskanaamRayyanhai 7.Ramadan ka puramahinaharraat Allah SWT logon koJahannum se Nijaat dilate hain. 8. RozaIftaarkeWaqtbhi Allah SWT logon kojahannum se azaadkartehain. 9. Ramadan meinSiyamaurQiyamkarnewalaQiyamatke din SiddiqinaurShuhadakesaathhoga.
ROZE KI AHMIYAT 10. Ramadan kibarkaton se mahroomrahnewalabenaseebhai. 11. Ramadan paanekebawajoodmaghfirathasilnakarne wale keliyehalakathai. 12. Rozakhoron ka Ibratnaakanjaam
Roza Quran Majeed Ki Roshni Mein 13. Rozaislammke 5 faraizmein se ekfarzhai. 14. Rozapheliummaton par bhiFarztha. 15. RozekaMadsadgunahon se bachneaurneki par chalnekitarbiyatdenahai. 16. Ramadan kamahina pane walaharmuslaman par pure mahinekerozerakhnafarzhai. 17. MusafiraurMareezkorozanarakhnekirukhsathai, lekinramadankebaad in dinokiqazaadakarnizaroorihai.
continued 18. Mareezyamusafir par rozachodhne ka koi kaffarnahin. 19. Allah Ta’alakikhususiibadataurHamdwa Sana karnekamahinahai. 20. Ramdanmeinraatkewaqtbiwi se humbistarijayazhai. 21. DauranItekaafmeinraatkewaqtbiwi se humbistarikarnamanahai
Is Mahinemeinkarnekekaam Huqooq Allah • Koi rozabagair koi bimariyauzarkenahichodhna. • Farznamaz - waqtkipabandi • Qiyam Al Lail ( TarawihkiNazam) kaihtimamkarna. • Tilawat Quran e Pak - uskiayaton par gaouraurfikrkarna. • Harhaalmein Allah Ta’alakazikrkarna • Aamaukaatkealawaqobooliyatkewaqtduamangna. • AkhriashrekeTaaqratonmeinkhaasibadatkaihtimam. • Apnamaal Allah kebandonaurnekkamonmeinkhushi se kharchkarna • Zyada se zyadawaqt Allah kiibadatmeingizarna.
Huqooq Al Ibaad • Walidain, bhaibehenoaurrishtedaronkesaathsilahrahmi. • Dukhiinsanonkihamdardi • Bimaronkitimardari • Jhoot, gheebat ,badgumani, auraibjoi se bachnekikoshish • Haqtalfinakarna • Kisi ka dilnahitodna • Mushkilat par sabrkarna • Salam meinpehlkaren ] • Harek se muskurakarmilen.