1 / 8

Jaaniye Rukhe Baalo Ke Gharelu Upaaye

Silky baal har ladki ki chahat hoti hai aur har koi issko lekar bahut pareshan rehta hai. Iss pareshani se bachne ke liye apnaiye Home Remedies for Dry Hair aur banaiye apne baalo ko sundar aur silky. Adhik jankari ke liye yaha dekhiye:- http://hrelate.com/home-remedies-for-dry-hair/

cshradhha
Download Presentation

Jaaniye Rukhe Baalo Ke Gharelu Upaaye

An Image/Link below is provided (as is) to download presentation Download Policy: Content on the Website is provided to you AS IS for your information and personal use and may not be sold / licensed / shared on other websites without getting consent from its author. Content is provided to you AS IS for your information and personal use only. Download presentation by click this link. While downloading, if for some reason you are not able to download a presentation, the publisher may have deleted the file from their server. During download, if you can't get a presentation, the file might be deleted by the publisher.

E N D

Presentation Transcript


  1. Home Remedies for Dry Hair, RukheBaaloKeLiyeUpay HRELATE.COM

  2. Home Remedies for Dry Hair Aapkebaallambe ho ya straight ya curly ho jesebhi ho par unhe silky aur smooth honachahiye. Kahne ka matlabhaikibaaloki quality bahutacchihonachahiye. Par bahutsimahilayokebaalkafi dry hotehaiissvajah se unhekaiprakaarkidikkathotihai. Baalomai dryness kekai main karan pollution, mousam, nami, heat, jyada styling yalagatar chemical aadihai. Inn karano se dry huyebaalyapraktikroop se dry baalokoaapghar par hi acchitarah se treat karsaktihai. AaiyejantehaiHome Remedies for Dry Hair aurbanatehaiapnebaalokosundar. hrelate.com

  3. Besan Pack • Dry hair kosahikarnekeliyeyehtarikasabseacchahai. • Iskeliyesabsepahleek cup kacchadudhyanariyaldudh le. Isme 2 se 3 chammachbesanmilaiye. Iskaaccha se paste taiyarkar le aurbaalo me acchitarahlagaiye. • Ise 15 minutes keliyeaise hi lagarahne de. Uskebaad shampoo se sarkodholijiye. hrelate.com

  4. Avashayak Tel • Rukhebaalokohameshaaiseposhandenachahiye, jobaalokomajbootbanayeaurunhe silky bhikar de. • Baalokopuritarah se acchabanyerakhnekeliyejarurihaikiunmetellagyajaye. • Aapnariyalaurbadamketelkobarabarmatra me milalijiyeaurismeadhachammacharandi ka telbhimilalijiye. • Inheacchitarahmila le aurbaalokibhitaritwacha par lagaiye. Baad me baaloko shampoo aurhalkegungunepani se dholijiye. hrelate.com

  5. Shahad • Hum sabhijantehaikishahadbahutlaabhdayakhotahai. Baaloko silky aur healthy bananekeliyeshahad ka upyogkiyajasaktahai. • 3 cup garampani me ekchammachshahadmila le auracchitarah mix kar le. • Isebaalo par acchitarahlagaiyeaurkuchsamaykeliyechhod de. Phiraadhaghantekebaadacchitarah shampoo karlijiye. hrelate.com

  6. Beer • Home Remedies for Dry Hairkibaatkare to beer ka naamsabsepahleaatahai. Beer ko pine keshoukin logo keliye to ye khaashai hi par manajatahaikiismebaalokochamkane ka gun bhihotehai. Kyokiisme Vitamin B kibharpurmatrahotihai. Saath hi baalokomulayambhibanatahai. • Iske use keliyeaadha cup beer le aurisme 2 cup panimilalijiye. Isseapnebaalokoacchitarahdhoiye. hrelate.com

  7. Baking Soda • Backing soda ka istemaal se baalokigandaginikaljatihaiaurbaalmulayam ho jatehai. Saath hi baalokinichlitwacha par namibhiaatihai. • Iskeliyeek cup pani le aurismeekchammach baking soda mila lo. Iseacchitarah mix karkebaalokodhoiye. • Aapchahe to apne shampoo maibhi baking soda ka istemaalkarsaktehai. hrelate.com

  8. Avocado aurNariyalDudh • Avocado bahutgunkarihotahai, jobaalokosundarbanadetahai. Isme Vitamin, Protein aur Minerals bhibharpurmatra me hotehai. • Iskeistemaalkeliyepahle avocado ka pulp nikalkaraurismeaadha cup nariyal ka dudhmilale. Iss paste koapnebaalo par lagaiye. Phir 15 minutes kebaadapnebalaokosaadepani se dholijiye. hrelate.com

More Related