70 likes | 486 Views
Janiye Dengue Fever ke karan, lakshan aur upchar (Treatment). Isse aap iss macchar se hone wali bimari se bach sakte hai aur khud ko swasth rakh sakte hai. Aur adhik janiye yaha se: http://hrelate.com/dengue-fever-karan-upchar/
E N D
Janiye Dengue Fever keKaran, LakshanaurUpchar HRELATE.COM
Dengue ekbimarihaijo ‘AedesAegypti’ Maccharokekatne se hotihai. Issrogmaitezbukharkesaathsharirkeubharechhakte se khunristahai. Dengue bukhardhire-dhiremahamarikeroopmai fail rahahai. Yehjyadatarsaharikshetramaifailtahai. Yadi dengue bukharkelakshanshuruaatmaipatachaljaye to issbimari se bachajasaktahai. To aaiyejantehai Dengue Fever Symptoms, Treatment and Causes in Hindi. Harsaalduniyamailagbhag 10 crore log dengue fever keshikarhotehai. Bharat maibhiharsaalkai logo kidngue fever kekaranmout ho jatihai. Hume rozsamacharpatromaiya news channel par dengue fever ka atankdekhnekomiltahai. Samaykijarurathaikiissbimarike bare mai logo maiadhik se adhikjagruktafailaijaye. Yehek viral fever haijo dengue virus ke 4 prakarmai se ekprakarkedengyue virus se hotahai. Jab koirogi dengue fever se thik ho jatahai, tab ussmarijkoussprakarke dengue virus se lambesamaykeliyepratirodh mil jatihaiparantuanya 3 prakarke dengue virus se dengue fever dobara ho saktahai. Dusribaardengu fever kafigambhir ho saktahaijiseDengu Hemorrhagic Fever bhikehtehai. Dengue kelakshanjananekeliyedekheyeh Dengue Symptoms In Hindi aurrakheapneaapkoissbimari se dur. hrelate.com
Dengue Fever KeseFailtaHai? Dengue Fever hawa, pani, saathkhane se yachhune se nahifailtahai. Dengue Fever sankramitstrijatikeAedesAegyptinamakmaccharkekatne se hotahai. Agar kisivyaktiko dengue fever haiaurussvyaktikoyehmaccharkaatkaruskakhoon pita hai to ussmaccharmai dengue virus yuktkhoonchalajatahai. Jab yehsankramitmaccharkisiswasthvyaktikokaatletahai to dengue virus ussswasthvyaktimaichalajatahai. hrelate.com
AedesAegyptiMaccharkiKuchKhaasVisheshtaye Niche Di GayiHai: hrelate.com • Yeh din maijyadasakriyahotehai. • Inn maccharkesharir par chitejesidhariyahotihai. • Jyadaupartaknahiud pate hai. • Thandeaurghav wale jagaho par rehnajyadapasandkartehai. • Pardokepicheyaandherewalijagah par rehtehai. • Gharkeandarrakhehuyeshantpanimaiprajannkartehai. • Apneprajannkshetrake 200 meter kiduri par hi udtehai. • Gataryarastemaijamakharabpanimaikamprajannkartehai. • Panisukhjanekebaadbhiande 12 mahinotakjivitrehsaktehai.
hrelate.com Dengue Fever ka IlajKyaHai? • Dengue Fever ka prevention hi iskasabseacchaaurbehtarilajhai. • Dengue fever kikoivisheshdawaya vaccine nahihai. • Ek viral rog hone kekaraniskidawanirmannkarnabehadkathinkaryahai. • Dengue fever keilajmai symptomatic treatment kijatihai. • Dengue fever kikoidawanahihai par issrog se sharir par hone wale side-effects se bachnekeliyerogiko doctor kisalahanusaraaramkarnachahiyeaursamay par dawalenachahiye. • Bukharyasardardkeliye aspirin ka upyognakare. • Doctor kisalahanusarniyamit platelet count kijanchkaraye. • Santulitaaharaursahivyayamdwararogpratikarshaktikobadhanekikoshishkarnichahiye.
hrelate.com Dengue Fever keBachavkeUpayKyaHai? • Dengue Prevention hi iskasabsebehtarilajhai. Dengue fever kebachavkeupay niche diyegayehai: • Gharkeandarauraas-paaspanijamana hone se. Koibhibartanmaikhulepaninajamne de. • Bartankokhalikarrakheya use ultekarkerakh de. • Agar aapkisibartan, drum yabaltimaipanijamarakhtehai to use dhakkarrakhe. • Agar kisichizmaihumeshapanijamakarrakhtehai to use pehlesabunaurpani se acche s dholenachahiye, jissemaccharkeandekohatayajasaktahai. • Gharmaikitnashak ka cidkavkare. • Raatkosotewaqtmacchardhanilagakarsoye. • Aisekapdepehnejo pure sharirkodhak sake.
hrelate.com • Anya maccharvirodhiupkarno ka istemaalkarejeseki electronic mosquito bat, repellent cream, sprays aadi. • Dengue Fever kejyadatarmarijokimratyu platelet yakhoonkeabhvamaihotihai. Isssamayaapkisiswasthinsaan se Blood Donation kedwaraapnabhiswasththikkarsaktehai. • Kai log dengue fever mai platelet count badhanekeliyepapitekepatteras pine kisalahdetehai. Papitekepatte ka ras pin kebaadmarijmai platelet count maisudharhotehuyedekhagayahai. Iskakoithodpurvanahihaiaurna hi koi research huyahai. Uparaapnejane dengue kelakshan, upcharauraapkoissbimari se kesebachnachahiye. To aapbachiyeissbimari se aurrahiyeswasth.