170 likes | 443 Views
INSTRUCTIONAL LESSON PLAN DA MODEL HIGH SCHOOL BEACH VIEW Mrs NASREEN SAMI SUBJECT : URDU(POETRY) TOPIC: MATI KA DIA GRADE: VI. FAHRIST. INSTRUCTIONAL LESSON PLAN Nazam Ke Ehmiat Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid
E N D
INSTRUCTIONAL LESSON PLAN DA MODEL HIGH SCHOOL BEACH VIEW Mrs NASREEN SAMI SUBJECT:URDU(POETRY) TOPIC:MATI KA DIA GRADE: VI
FAHRIST INSTRUCTIONAL LESSON PLAN • Nazam Ke Ehmiat • Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid • HALI ki nazim • Bachoo kay liy sabaq
Nazam Ke Ihmiat • Bacho k dilo ma logo ki madad karne ka jazba bidar karna. • Logo sa hamdardi karna. • Naiki karne ki taraf ragib karna.
Nazam “Mati ka Dia” ka maqsid • Bacho k dilo ma Allah ki makhlok sa naiki karne ka jazba paida karna. • Bacho ko ijtamai mafadat k lie kam karne ki targib dina. • Dokhi logo kay dookh dard ko batna • Barhaty hoy masail ko mil jol kar hal karna
MATI KA DIA Hali ki mashoor nazmo k nam • Musadas Mado Juz Islam. • Musalmano Ki Azadi. • Aik Choti Bachi.
Bachoo kay liy sabaq • Dusro ki khidmat karne ka jazba pada hoyaa. • Logo sa naiki karna sikha. • Allah ki makhlok ko ham kaise aram pohncha sakte ha. Bakol Shair: Hay loog whoi jhan may achay aatya hay jo kam dosroo kay
ACTION PLAN By: Mrs Nasreen Akhter Grade: VI DA Model High School Beach View Subject: Urdu Poetry Topic : MATTI KA DIA
FAHRIST • Planning my Action Plan • Long Term Goals • Short Term Goals • Instructional Strategies and Tasks • Solution to anticipate challenges • News Letter • Time Line • Resources • Conclusion
LONG TERM GOALS Tulba ma ya jazba paida karna k who aindah aane wali naslo k lie koi aisa kam karie jin sa un ko faida ho: • Darakht lagan • Rastay say rakawat door karna • Parosio ka khial rakhna
SHORT TERM GOALS Sawalat Hosla afzai Zaraie JADEED TARIQA-E- TADRESS Bacho ma sawalat k zarie khud aitmadi paida karna. Bacho ki hosla afzai karna. Internet, kitabie, lught k zarie bacho ki malomat ma izafa karna.
INSTRUCTIONAL STRATIGIES & TASKS • Bacho ko lughat ki madad sa alfaz k maine akhaz karway jai gaie ta kay nazim kee tashree kar sakay. • Tulba k darmian ijtaimai mubahese k lie maiari samjh bojh paida ki jai gi ta k nazam “Mati ka Dia” ma jo sabaq dia gaia ha us par kahani likh sakay.
NEWS LETTER Remember: “Nazam Jogno aur bacah “ka tablo show karya jay ga
ZARAIE • Dosre section ki teacher sa malomat. • Internet • Ms power point • Kutib Khana • Intel program sa mustafid hoe.
Harf-e-akhar • 21wi sadi k tadrisi kawahid lago karne sa talba behter andaz sa Urdu samjah sake gaie.